फ़ॉलोअर

शुक्रवार, 15 जनवरी 2010

अंतिम प्रणाम,जीजी


विमला जीजी [१९४६-२००९] परमतत्व में विलीन हो गईं.
माँ के जाने [२००५]के बाद से तो हम सब उन्हीं में माँ को देखने लगे थे.
माँ ने ३० अगस्त को अंतिम साँस ली थी,जीजी ने ३० दिसंबर को.
प्रकृति कैसे कैसे संयोग रचती है!
बड़े भैया,जीजाजी और जीजी तीनों ही दुर्घटना में गए.
और तो और ,जीजी छत से आँगन में उसी जगह गिरीं जहाँ विद्युतस्पर्शाघात से जीजाजी गिरे थे.

2 टिप्‍पणियां:

बेनामी ने कहा…

DUKHAD SOOCHNA TO PAHILEY APSE MILI HI THI .MEIN BHI JIJI K NIDHAN SE AAPKE DUKH ME BHAGIDAAR MAHASOS KAR RAHA THA ;LEKIN COMPUTER KI BAHUT KUM JANKAARI K KARAN AAP TAK TIPPANI NA PAHUCHAA SAKAA .
AAJ HI FACE BOOK PAR "ANTIM PRANAAM JIJI " DEKHA ; JIJI K PHOTO BHI DEKHE AUR MERI AAKHE SAJAL KYO HO GAYEE AUR MUN KYO BHARI HO GAYA ..... MEIN BHI NAHI SAMAJH PAYA .
LEKIN KUCHH DER ME SAMBHLA TO BUS MUH SE YEHI NIKLA "NIYATI BALWAAN HAIN ".IS DOURAAN KYA IDHAR AANA HUA THA? AAJ HI 16 JAN 2010 KO MEIRI BETI SHRUTI(CHEENU) NE 1:40 PM (HAPUR ME ) BETI KO JANM DIYA HAIN.
PAHILEY TO 17 APRIL 2007 KO SHAMLI ME USKA MISCARRIEGE (BETA )
HO GAYA THA......
AREY CHHODO IN BAATO KO , AB KHUD KO AUR PARIWAAR KO IS DUKH SE UBAARO AUR SAMANYA HONE KI KOSHISH KARO KYOKI IS KSHATI KI POORTI TO KS BHI PRAKAAR NAHI KI JA SAKTI, SBRA KARNE K ALAWAA CHARA HI KYA HAIN.
JAISI PRABHU KI ICCHHA......
PAWAN KUMAR PAWAN SHAMLI

Kavita Vachaknavee ने कहा…

श्रद्धांजली.